| Author |
Message |
sprabhat
Member
|
# Posted: 9 Dec 2009 18:31
Reply
ग़म में हंसने वालो को कभी रुलाया नहीं जाता! लहरों से पानी को हटाया नहीं जाता! होने वाले हो जाते हैं खुद ही दिल से अपने! किसी को कहकर अपना बनाया नहीं जाता!
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 9 Dec 2009 18:34
Reply
Fir na simtegi agar dosti bikhar jayegi, Zindagi zulf nahi jo fir se sawar jayegi, Jo khushi de tumhe thaam lo daaman uska, Zindagi roke nahi has k gujar jayegi."
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 9 Dec 2009 18:37
Reply
बहते अश्को की ज़ुबान नही होती, लफ़्ज़ों मे मोहब्बत बयां नही होती, मिले जो प्यार तो कदर करना, किस्मत हर कीसी पर मेहरबां नही होती
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 10 Dec 2009 02:36
Reply
apne haaton se yun chehre ko chupate kyun ho mujhse sharmate ho to samne aate kyun ho tum kabhi meri tarha kar bhi lo iqraar-e-wafa pyar karte ho to phir pyar chupate kyun ho ashk aankho me meri dekh ke rote kyun ho dil bhar aata hai to phir dil ko dukhate kyun ho in se vabastaa hai jab mera muqaddar phir tum mere chehre se ye zulf hatate kyun ho roz mar mar ke mujhe jine ko kehte kyun ho milne aate ho to phir laut ke jate kyun ho
|
sonu sud
Member
|
# Posted: 10 Dec 2009 02:43
Reply
sprabhat Chand lamhon ki zindgani hai, Nafraton se jiya nahi karte, Lagta hai ab dushmano se guzarish karni padegi, Kyun ki dost ko yaad kiya nahi karte. *****************
|
rajeevtomar
Member
|
# Posted: 10 Dec 2009 17:17
Reply
dear all, GOOD MORNING 4 RAJEEV GURGAON
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 13 Dec 2009 15:01
Reply
Ye dil apko bhula nahi sakta, aisa kyun he ki bata nahi sakta, muskil to ye he ki apko yakeen nahi, or dil cheer ke me dikha nahi sakta.
|
sonu sud
Member
|
# Posted: 14 Dec 2009 03:01
Reply
very good keep it up ek joke college ka 1st day...:-> naughty boyzz- what's ur name baby??? Girl- mujhe sab DIDI bulate hain! Boy- wow!! what a coincident.....mujhe sab JEEJAJI bulate hain..:)
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 14 Dec 2009 14:49
Reply
nice joke sonu bhai... one from me....... ओबामा , मनमोहन, ऐश्वर्या राय और सोनिया एक ट्रेन में यात्रा कर रहे हैं। ट्रेन एक सुरंग से निकलती है ट्रेन में अंधेरा हो जाता है। अचानक वहां एक चुंबन ध्वनि और फिर एक थप्पड़ की आवाज आती है। ट्रेन सुरंग से बाहर आती है। सभी चुपचाप बैठे रहते हैं कोई कुछ नहीं बोलता बस कूटनीति से सब ओबामा का चेहरा देखते हैं क्योंकि उसका गाल लाल है। सोनिया सोच रही है: ये सभी अमेरिकी ऐश्वर्य के पीछे पागल हो रहे हैं। सुरंग में उसे चूमने की कोशिश की गई होगी, उसने अच्छा किया जो थप्पड़ मार दिया। ऐश्वर्या सोच रही है: मुझे चूमने की कोशिश की होगी, लेकिन सोनिया को चूमा और बदले में सोनिया ने थप्पड़ मारा होगा। ओबामा सोचते है: धिक्कार है, मनमोहन ने ऐश्वर्या चूमने की कोशिश की होगी और उसने मुझे थप्पड़ मार दिया। मनमोहन सोचते हैं: अगर ट्रेन एक और बार सुरंग से गुजरती है तो मैं फिर से चुंबन की ध्वनी निकाल कर ओबामा को एक और चांटा मार दूंगा
|
rajeevtomar
Member
|
# Posted: 15 Dec 2009 13:35
Reply
dear friends good evening किशोरावस्था : वो आयु जिसमें लड़के लड़कियों को ताड़ने लगते हैं और लड़कियां ताड़ने लगती हैं कि लड़के उन्हें ताड़ने लगे हैं.
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 16 Dec 2009 03:18
Reply
jhil se aaye parindo ka ishara hoga tisngi tere mukadar me kahi kinara hoga usne dekha tha salike se hamare gum ko apne sine me kaha hume utara hoga roz hoti hai muhabat me adawat unse aur aap kahte hai aisa na dobara hoga
|
poojaa
Member
|
# Posted: 16 Dec 2009 04:47
Reply
dil ki drkane tej hu jati he jarur koi baat hone vali he ya vo mujse bichranay vala he ya ussay mulakaat hone vali he
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 16 Dec 2009 07:13
Reply
very nice pooja jee.....
utra hai chand aaj hamare bhi aangan me. par sitaro ko ye bilkul gawara nahi hai. hum to is chand ke liye bagawat v kar denge, par kya kare,ye chand hi hamara nahi hai.
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 17 Dec 2009 10:38
Reply
unhone kabhi izhaar nahi kiya apne pyaar ka unke bezuban iraadon ko mohabbat samajh baithey unhone kasam bhi khaayi har reet nibhaayi unke bepanah waadon ko haqueekat samajh baithey unke bewafai ka sabak kuch aisa mila humain apne begunah yaadon ko kismat samajh baithey
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 17 Dec 2009 10:43
Reply
Apne dil ko pathar tu banakar rakhna Har chot ke nishan ko sajakar rakhna Udna hawa me khul kar e mere dost, Par kadamo ko jami pe tikakar rakhna Chhaw me mana sukun milta hai bahut, Fir bhi dhup me khud ko jalakar rakhna Waqt ke sath chalna, kahi kho mat jana, Khud ko zalim duniya se chhipakar rakhna Mandiro me hi milte ho bhagwan, jaruri nahi, Har kisi se khushnuma rishte banakar rakhna
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 18 Dec 2009 08:15
Reply
Teri chaukhat se sar uthau to bewafa kehna, tere siwa kisi ko dil mein basau to bewafa kehna, tujhe agar meri wafa par shak hai to uthale khanjar, main shauk se na mar jau to bewafa kehna....
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 19 Dec 2009 15:45
Reply
apne haaton se yun chehre ko chupate kyun ho mujhse sharmate ho to samne aate kyun ho tum kabhi meri tarha kar bhi lo iqraar-e-wafa pyar karte ho to phir pyar chupate kyun ho ashk aankho me meri dekh ke rote kyun ho dil bhar aata hai to phir dil ko dukhate kyun ho in se vabastaa hai jab mera muqaddar phir tum mere chehre se ye zulf hatate kyun ho roz mar mar ke mujhe jine ko kehte kyun ho milne aate ho to phir laut ke jate kyun ho Suman Prabhat
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 19 Dec 2009 23:33
Reply
Maine kaha Mera Naam hi Aitbaar hai.........
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai? Maine kaha Sitaron ka koi Shumaar hai
Usne kaha kaun Tumhe hai bohot Aziz? Maine kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai
Usne kaha kaunsa Tohfa hai pasand? Maine kaha Wo Shaama Jo ab tak Udhaar hai
Usane kaha sath kahan tak Nibhaoge? Maine kaha jitni ye Saanson ki Taar hai
Usne kaha Mujh ko Yaqeen aaye kis tarah? Maine kaha Mera Naam hi Aitbaar hai.........
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 20 Dec 2009 03:03
Reply
Phir kyo apni aankhon mein paani hai
Aaj ke baad khatam apni kahani hai, Tere aur mere alag ab zindagani hai, Tu bhi khush, main bhi khush lag raha hoon, Phir kyo apni aankhon mein paani hai
Suman Prabhat
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 21 Dec 2009 13:58
Reply
agar ghar mera salamat hai to mehman bahut hai.
Husn par ab ishq ke eitbar bahut hai. pahlu me agar dil ho to arman bahut hai. ek tumhi nahi ho mere jindagi ki humsafar, agar ghar mera salamat hai to mehman bahut hai.
Suman Prabhat
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 23 Dec 2009 10:48
Reply
Kabhi dil se hum ko bula kar to dekho
Zara tum nigahein utha kar tu dehko, In aankhon se ankhen mila kar to dekho. Luta denge sare zamane ki khushiyan, Humein apna gum bata kar to dekho, Na paoge tanha kisi mehfil me tum, Gale se humein laga kar to dekho, tum par Luta denge Jaan apna Eman, Kabhi humein bhi aazma kar to dheko, Chale aayenge Ishq ki AAg par hum, Kabhi dil se hum ko bula kar to dekho, malum nahi tumko mohabbat had se kiya? Zara hum ko apna bana kr to dheko.
Suman Prabhat
|
sanjay bhasin
Member
|
# Posted: 23 Dec 2009 13:04
Reply
एक टहनी एक दिन पतवार बनती हॆ एक चिन्गारी दहक कर अंगार बनती हॆ पांव में रॊंदी गई बेबस समझ कर एक दिन मिट्टी वही मीनार बनती हॆ
|
rajeevtomar
Member
|
# Posted: 23 Dec 2009 13:51
Reply
dear sanjay plz. advise that" IN THIS SITE HINDI MAI LIKHNE KE LEYA KHA JANA PERTA HAI THANKS RAJEEV
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 23 Dec 2009 14:17
Reply
[************************************************* *********************************]
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 23 Dec 2009 14:23
Reply
nice shayari sanjay bhai......... keep it up........... and rajeev bhai aap jo bhi likhna chahte hai hindi me likh daliye, hamare dil tak pahuch jayegi.......
good night
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 24 Dec 2009 01:01
Reply
Rooh to tere saath hi rukhsat ho gayi hai.
Jhoothi hansi hansne ki aadat ho gayi hai, Zindagi teri yaadon ki ibaadat ho gayi hai, Bas saans chal rahi hai is murde jism mein, Rooh to tere saath hi rukhsat ho gayi hai.
Suman Prabhat
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 26 Dec 2009 01:14
Reply
Fir bhi pani main se aansuo ko pehchan sake
Aisa dost chahiye jo hame apna maan sake, Hamare har dukh ko jaan sake, Chal rahe ho hum tez barish mein, Fir bhi pani main se aansuo ko pehchan sake
Suman Prabhat
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 26 Dec 2009 01:17
Reply
jis insaan ko maine darja diya khuda ka
ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka rula dega use ek din khayal meri wafa ka usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse jis insaan ko maine darja diya khuda ka
Suman Prabhat
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 27 Dec 2009 13:54
Reply
ek bewafa ko bhul na jayen to kya karen
ek din ki baat ho to use bhul jayen hum naazil ho roz dil pe balayen to kya karen
shab bhar to unki yaad me taare gina kiye taare-se din ko bhi nazar aayen to kya karen
ahad-e-tarab ki yaad me roya kiye bohat ab muskura ke bhul na jayen to kya karen
ab ji me hai ki unko bhula kar hi dekh le wo bar bar yaad jo aayen to kya karen
tark-e-wafa bhi jurm-e-mohabbat sahi lekin, milne lage wafa ki sazayen to kya karen
kaam aa saki na apni wafayen to kya karen ek bewafa ko bhul na jayen to kya karen
mujhko ye etraaf duaao me hai asar jaye na arsh par jo duaayen to kya karen
Suman Prabhat
|
sprabhat
Member
|
# Posted: 28 Dec 2009 14:28
Reply
main akela hi to gunahgaar nahi.
Deewana hoon tera Inkar nahin, Kaise keh du ki pyaar nahin... Kuch shararat to teri najaron ki bhi thi, main akela hi to gunahgaar nahi.
Suman Prabhat
|